Bachchon ke Ala Hazrat
बच्चों के आला हज़रत - आपके बच्चों के लिए एक अनमोल खजाना!
किताब के फायदे:
📖 यह किताब बच्चों को इस्लामी तौर-तरीक़े सिखाने और इस्लामी सक़ाफत की अहमियत बताने और समझाने के लिए सबसे बेहतरीन है।
📖 बच्चों के लिए इसे आसान और आकर्षक भाषा में लिखा गया है, वाक़ियात और मिसाल दे कर बताया गया है ताकि छोटे बच्चे भी आसानी से समझ सकें
📖 बच्चों के आला अखलाक़ और आला किरदार और और बेहतरीन सूझ बूझ और कुछ बेहतर करने का जज्बा पैदा करने में मददगार जो उस के मुस्तकबिल को सवारे और बच्चों में पढ़ने का शौक और जज्बा पैदा करे
📖 हम सब आला हज़रत के बारे मे जानते हैं आईए बच्चों को भी बताएं और आला हज़रत जैसी फिक्र अपने बच्चों मे पैदा करें
अभी वेबसाईट से ऑर्डर करें और अपने बच्चों को यह अनमोल अनमोल तोहफा दें!
Books Language: Hindi |
Book Category: Seerat |
Bachchon ke Ala Hazrat ek behtareen islami kitaab hai jo bachchon ko Imam Ahmad Raza Khan رحمۃ اللہ علیہ ki zindagi, ilm, taqwa aur unke islami karnamon se roshan karti hai. Is kitaab mein asaan aur samajhne layak andaaz mein unki bachpan se le kar buzurgi tak ki kahaniyan, unka ilm se lagao, Sunnat se muhabbat, aur Islam ke liye ki gayi khidmaat ka tazkara hai.
Yeh kitaab na sirf bachchon ko dini ilm se roshan karti hai balki unke dil mein buzurgon se mohabbat, adab aur sachchai jaise akhlaqiyat bhi paida karti hai. Har maa baap ke liye yeh zaroori kitaab hai jo apne bachchon ki dini tarbiyat karna chahte hain.